Maa
Maa Aaj mujhe na jaane dena
apni bahon mein samane dena
Maa Aaj mujhe na jaane dena
apni bahon mein samane dena
Rook le aaja mujhko meri maa..
bhej na itna door tu vaha
ki dar lagta hai kar ho gaya tujhse door
karunga kya mein agar ho gaya tujhse door
[maa muskrayi beta ka matha chuma usy bola]
mere lal tujhe Hai aage badhna
duniya se tujhe nahi hai darna
teri ankhon mein hamare khwab hain
tujh main dekhen hain sare khawab hai
kabhi mat rona tere sath hain teri maa
khfa mat hona sab dekhlegi Ye maa..
Maan kar teri leke aya tha na maa
Dekh kitna khauf chaya hai yaha
tu kaha rah gayi hain meri maa
aa bacha le mujhko ake meri maa
nahi mai roya teri maan ke hun chup hun main
Tu aaja jaldi kahi ho na jaun chup main
Door Door kitna door agaya tujh say hun dekh maa
Door Door kitna door agaya tujh say hun dekh maa
ab kasie mujhe jgayegi tu
ab kasie gale lagaye gi tu